सभी प्रकार की राइड — एक ही प्लेटफॉर्म
हर तरह की यात्रा के लिए एक ही Swaraaj Driver App.
हर तरह की यात्रा के लिए एक ही Swaraaj Driver App.
ड्राइवर नहीं — अपने खुद के बिज़नेस के मालिक बनें।
📲 Swaraaj Driver App डाउनलोड करें Android के लिए उपलब्धAggregator apps pe aap unke liye kaam karte ho — unka paisa banate ho. Swaraaj pe aap apna business chalate ho. Apna rate, apna rider relation, apna paisa. koi algorithm control nahi.
⭐ 4.8 Rating · 200+ Reviews · Android Free Download
Aggregator apps hi customer ka relation banaake rakhta hai, Swaraaj pe aap ka customer base banta hai, jaise aap ka apna business ho — maliik apne business ke. Yeh fark sirf paison ka nahi, soch ka bhi hai.
Aap ka business
unke control may
Khud ka business
khud ke control may
Samjho app malik ho ya naukar
| Feature | Swaraaj ✅ | Aggregator Apps ❌ |
|---|---|---|
| Ride Assignment | Rider seedha call karta hai — aap decide karte ho | Algorithm assign karta hai — reject kiya toh penalty |
| Pickup Distance | Spot pickup — jahan khade ho wahan se | 6–10 km door se bhi pickup mandatory |
| Rate Control | Aap apna rate set karo, discount aap do | Platform fix karta hai — surge ka faayda unhe |
| ID Block / Suspend | Koi ID block nahi — ever | Ek complaint = days of suspension |
| Repeat Riders | Blue Icon — regular riders aapko hi choose karenge | Har trip naya stranger — koi loyalty nahi |
| Customer Relationship | Driver ka khud ka customer base, future business ke liye | Apps ke customer base banta hai, aap ka nahi |
| Wallet Validity | Lifetime — balance kabhi expire nahi hota | Monthly subscription/ Daily pass mandatory — nahi diya toh band |
| Referral Income | Co-Operative — refer karo, cashback kamao | Referral program limited, Not available |
Koi complicated process nahi. Sirf yeh basic cheezein chahiye aur aap ready ho.
Setup Time: 15 Minutes
Download se lekar pehli ride tak — sirf 15–20 minute. Hazaaron Maharashtra drivers pehle se kar chuke hain.
▶ Abhi Download Karo📍 Abhi available: Pune · Mumbai · Nagpur · Expanding All India Fast
5 aasaan steps — Android phone pe Google Play se bilkul free.
Apne Android phone mein Google Play Store app kholein. Agar Play Store nahi hai toh browser mein play.google.com jaayein.
Search bar mein type karein "Swaraaj Driver" ya "Swaraj Driver App". App ka naam hai Swaraaj Driver — developer: Swaraaj Solutions LLP.
App pe click karein — Install button dabayein. App ka size small hai, jaldi download hoga. Bilkul free hai — koi payment nahi.
Mobile number se register karein. Documents ki photo upload karein. KYC approval usually 24–48 ghante mein hoti hai.
Minimum wallet balance add karein (₹100). Online ho jaao — Rider App ke map pe automatically dikhne lagoge. Pehli ride aane do — apna boss feel karo!
Direct link: play.google.com → search "Swaraaj Driver"
Hazaaron drivers Maharashtra mein pehle se azaad hain. Ab aapki baari hai. Download karo, join karo — aur apne business ke boss bano.
Swaraaj Driver App (commonly searched as "Swaraj Driver App") Maharashtra ke cab aur auto rickshaw drivers ke liye ek aatmanirbhar platform hai. Yeh app specifically un drivers ke liye hai jo aggregator apps jaise Ola, Uber, Rapido ki dependency khatam karna chahte hain aur apna khud ka independent cab business chalana chahte hain.
Aggregator apps mein driver ek employee ki tarah kaam karta hai — platform rides assign karta hai, rate fix karta hai, aur 20–30% commission kaatta hai. Swaraaj mein driver ek entrepreneur ki tarah kaam karta hai — rider directly call karta hai, driver apna rate set karta hai, aur koi commission nahi hota. Sirf ek chhoti tech fee per trip hoti hai jo platform maintenance ke liye hai.
Swaraaj Driver App Google Play Store par available hai. "Swaraaj Driver" ya "Swaraj Driver App" search karo aur free mein install karo. App ke liye monthly subscription ki zaroorat nahi — sirf per-trip tech fee hoti hai. Cab drivers aur auto rickshaw drivers dono is app ko use kar sakte hain.
Swaraaj abhi Pune, Mumbai, aur Nagpur mein active hai. Maharashtra ke hazaaron cab aur auto drivers Swaraaj ka use karke apni earning badha rahe hain. Swaraaj Co-Operative Movement se drivers sirf rides se nahi — doosre drivers ko refer karke bhi income kama rahe hain.
Bahut log "Swaraj Driver App" search karte hain — sahi spelling hai "Swaraaj". Dono spellings usi ek platform ki taraf le jaati hain — Swaraaj Solutions LLP ka driver empowerment app. Google Play Store par "Swaraaj Driver" search karo ya seedha link use karo.